Menu
blogid : 2047 postid : 4

hamare desh ki badkismati

rajneeti
rajneeti
  • 4 Posts
  • 0 Comment

adhikari se lekar mantri tak puri sankal kide makode ki tarah sone ki chidiya kahe jane wale bhart ko dimak ki tarah kha kar khokhla bana rahe hai. charitra nirman ki upekhsha ka hi parinam hai ki aj mantriyo par adhikariyo ki tarah aropo ki bochar ho rahi hai. prachnik adhikariyo ke bhadte huye bhrshtachar ujagar ho rahe hai.jisse sir sharm se zuk jata hai bhartachar ne har jagah ghari guspeth bana ki hai . pavitra shikasha mandiro se hospitalo tak bhrshtachar ka hi bol bala hai. garib har jagah apne ap ko asahay bebas or lachar pa raha hai yeh is desh ka durbhagya hai.uchch pado par sevarat adhikariyo ke bhrashtachar ke mamle samne aa rahe hai lakin isise bhi koi khas ferk nahi padta .kitne afsos ki bat hai ki hamredesh ka samaveshduniya ke bhrsht desho ki shuchi mai kafi uchai par hai yaha mantri se santri tak bhrashtachar se liptpaye jate hai.yeh ak bahot badi sachhai hai ki duniya k adhikansh viksit desho mai log kamjor hai parntu vaha ka kanun majbut hai ak shadyantra k tahat desh k logo k sath ak sajish k tahat dhoka ghadi kar rahe aise besharm rishwatkhoro ka samajik bahishkar tatha kathor nigrani sakhat saja ka pravdhan hona chaiye jisse ki bhrshtachar par ankush lagaya ja sake. kanun ki or se unhe mrutudand ki saja milni chaiye. tab  bhrshtachar dur hone se berajgari dur hone se, desh mai khushhali ane se koi nahi rok sakta.

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply